Lyrics of Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le - झिल-मिल सितारों के तले आ मेरा दामन थाम ले
jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le
rangin bahaaro ke tale aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le
main tere dill ki baat hun
main tere dill ki baat hun
thahri hui barsaat hun
main tere dill ki baat hun
kadmo pe jiske chaandani
main vo suhaani raat hun
main vo suhaani raat hun
ye husn kaa paigaam le
aa meraa daaman thaam le
ye husn kaa paigaam le
aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale
aa meraa daaman thaam le
pyaasi nigaahon ki kasam
khaamosh aaho ki kasam
pyaasi nigaahon ki kasam
khaamosh aaho ki kasam
main hun sarafa itnzaar
main hun sarafa itnzaar
in khvaabgaaho ki kasam
in khvaabgaaho ki kasam
dil ki najar se kaam le
aa meraa daaman thaam le
dil ki najar se kaam le
aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale
aa meraa daaman thaam le
jhil-mil sitaaro ke tale
A wonderful and complex tune. Anil Biswas, Sajjad Hussein and SD Burman composed some of the most complex tunes in Bollywood. Anil Biswas remarked that with the coming of Lata, all the limitations in composing tunes were removed and that the horizon was now infinite for any tuneful experimentation. Therefore, 1948 to 1958 witnessed the birth of the sweetest and most complex tunes.