guru govind dou khade kaake laagu paay
guru govind dou khade kaake laagu paay
balihari guru aapne govind diyo bataay
kabira govind diyo bataay
bada hua to kya hua jaise ped khajoor
bada hua to kya hua jaise ped khajoor
panthi ko chhaya nahi fal laage ati door
kabira, fal laage ati door
aisi baani boliye man ka aapa khoy
aisi baani boliye man ka aapa khoy
auran ko sheetal kare aapahu sheetal hoy
kabira, aapahu sheetal hoy
jaati na pucho sadhu ki puchh lijiyo gyan
jaati na pucho sadhu ki puchh lijiyo gyan
mol karo talvaar ka padi rehan do myan
kabira, padi rehan do myan
Though he sang it beautifully... but there is a mistake of a word in the
lyrics "Bada hua to kya hua jaise ped khajoor , Panchi ko chaya nahi, fal
lage ati door".. it should be "PANTHI (Traveller) instead of PANCHI (Bird)
" - Which translates - So what if you are big, like a tree of dates, as
that tree can neither provide shelter to the traveller and the fruit too is
beyond reach.