Lyrics of Aate Jaate Khubsurat Aawaara Sadko Pe - आते जाते खूबसूरत आवारा सड़कों पे
aate jate khubsurat aawara sadko pe kabhi kabhi itefak se
kitne anjan log mil jate hain uname se kuchh log bhul jate hain
kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain
kuchh yad reh jate hain kuchh yad reh jate hain
awaz ki dooniya ke doston kal rat kisi jagah mujhko
kis kadar yeh hasin khayal mila hain
rah me ek reshmi rumal mila hain
jo giraya tha kisine jankar jiska ho le jayey woh pehchankar
warna mai rakh lunga usako apna jankar kisi
husnwale ki nishani mankar nishani mankar
hanste gate logo ki bato hi bato me kabhi kabhi ek majak se
kitne jawan kisse ban jate hain un kisso me chund bhul jate hain
chand yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain
kuchh yad reh jate hain
takdir mujhpe meherban hai jis shaukh ki yeh dastan hai
usane bhi shayad yeh paigham suna ho
mere gito me apna nam soona ho
mere gito me apna nam soona ho
dur baithi yeh raj woh jan le meri aawaz ko pehchan le
kash phir kal rat jaisi barsat ho
aur meri usaki kahi mulakat ho mulakat ho
lambi lambi rato me nind nahi jab aaye kabhi kabhi iss firaq se
kitne hasin khwab ban jate hain uname se
kuchh khwab bhul jate hain
kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log
bhul jate hain kuchh yad reh jate hain
aate jate khubsurat aawara sadko pe kabhi
kabhi itefak se kitne anjan log mil jate hain
uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain
uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan
Log Mil Jaatein Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh
Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se Kitne
Jawaan Kisse Ban Jaate Hain Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain Chund Yaad
Reh Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate
Hain